Humdard Lyrics

Pal, do pal ki hi kyun hai zindagi
Iss pyar ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon
Mohlat main ik nayi
Rehna hai bas yahan
Ab door tujhse jaana nahi
Â
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Â
Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se ummeed mili
Chahe kare koi sitam ye jahaan
Inmein hi hai sadaa hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Â
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Â
Wooo…
Â
Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri‑meri jaan jo ek hui
Lautunga yahan tere paas main, haan
Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
Â
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Â
Hmm… humdard hai
Hmm… humdard hai
Hmm… humdard hai
Hmm… humdard hai