Tere Hawaale
Â
Mainu chadheya ishq mein rang tera
Ikk ho gaya ang mera, ang tera
Rabb mileya, jad mileya
Maahi, mainu sang tera
Â
Na hoke bhi qareeb tu, hamesha paas tha
Ke sau janam bhi dekhta main tera raasta
Ke sau janam bhi dekhta main tera raasta
Â
Na hoke bhi qareeb tu, hamesha paas tha
Ke sau janam bhi dekhti main tera raasta
Ke sau janam bhi dekhti main tera raasta
Â
Jo bhi hai sab mera tere hawaale kar diya
Jism ka har ruaan tere hawaale kar diya

Dekha zamana, saara bharam hai
Ishq ibaadat, ishq karam hai
Mera thikana teri hi dehleez hai
Ho, main hoon deewarein, chhat hai piya tu
Rabb ki mujhe nemat hai piya tu
Mere liye tu barkat ka taweez hai
Ishq ibaadat, ishq karam hai
Mera thikana teri hi dehleez hai
Ho, main hoon deewarein, chhat hai piya tu
Rabb ki mujhe nemat hai piya tu
Mere liye tu barkat ka taweez hai
Â
Zara kabhi meri nazar se khud ko dekh bhi
Hai chaand mein bhi daag, par na tujh mein ek bhi
Hai chaand mein bhi daag, par na tujh mein ek bhi
Â
Khud pe haq mera tere hawaale kar diya