Rahein Na Rahein Hum Song Lyrics
Aur kya chahiye
Ke zindagi bhar tujhe
Rah sakein yaad hum
Rahein na rahein hum
Rahein na rahein hum
Â
Saath na ho ke bhi
Har ek din har ghadi
Hain tere saath hum
Rahein na rahein hum
Rahein na rahein hum
Â
Tujhse juda hum kahaan
Hai bas wahi tu jahaan
Tujhse juda hum kahaan
Hai bas wahi tu jahaan
Â
Tujh mein aabaad hum
Rahein na rahein hum
Rahein na rahein hum
Â
Pyaar jo na kisi ko samajh aaye re
Sirf mehsoos jisko kiya jaaye re
Taul paaye na tuk ke taraazu jise
Waqt ke daayre baandh na paaye re
Â
Pyaar jo na kisi ko samajh aaye re
Sirf mehsoos jisko kiya jaaye re
Taul paaye na tuk ke taraazu jise
Waqt ke daayre baandh na paaye re
Â
Tujhse wahi to kiya
Dil kya tujhe sab diya
Har reet se rasm se
Bandish ki har qism se
Â
Ab hain aazaad hum
Rahein na rahein hum
Rahein na rahein hum
Rahein na rahein hum
