Tumse Milke Dil Ka Song Lyrics…
Ishq ke aage bebas hai, duniya mein har insaan
Ishq mein sab deewane hain, ishq mein sab hairaan
Ishq mein sab kuch mushkil hai, ishq mein sab aasan
Â
Dekho pyaare, yeh nazaare, yeh deewane, yeh parwaane hain ishq mein kaise gum
Haaye, tumse milke dil ka hai jo haal, kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal, kya kahe
Tumse milke dil ka hai jo haal, kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal, kya kahe
Â
Dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dooma
Dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dooma
Dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, doom
Â
Dil to hai ek raahi, jaana, dil ki tum manzil ho
Dil to hai ek kashti, jaana, jiska tum sahil ho
Dil na phir kuch maange, jaana, tum agar haasil ho
Dil to hai mera tanha, jaana, aao tum mehfil ho
Â
Ishq se hi saari khushiyan, ishq hi barbaadi
Ishq hai pabandi, lekin ishq hi azaadi
Ishq ki duniya mein yaaron khwabon ki aabaadi
Kho gaya wo jisko manzil ishq ne dikhla di
Â
Dekho, pyaare yeh nazaare, yeh deewane, yeh parwaane, hain ishq mein kaise gum
Haaye, tumse milke dil ka hai jo haal, kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal, kya kahe
Tumse milke dil ka hai jo haal, kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal, kya kahe
Â
Dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dooma
Dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, dum tara, doom
Â
Tumko pooja hai, tumhaari hi ibaadat ki hai
Humne jab ki hai toh phir aise mohabbat ki hai

Dil mera pagal hai, jaana, isko tum behla do
Dil mein kyun halchal hai, jaana, mujhko tum samjha do
Mehka jo aanchal hai, jaana, isko tum lehra do
Zulf jo baadal hai, jaana, mujhpe tum barsa do
Â
Jaana, leke jaan aaya hai tera yeh deewana
Jaana, tujhpe mit jayega tera yeh parwana
Jaana, mere dil mein kya hai tumne yeh na jaana
Jaana, tujhko yaad aayega mera yeh afsaana