Abhi Mujh Mein Kahin Lyrics bhi mujh mein kahinBaaqi thodi si hai zindagiJagi dhadkan nayiJaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan is lamhe mein haiYe lamha kahan tha mera Ab hai saamne, ise chhoo loon zaraMar jaaun ya jee loon zaraKhushiyan choom loon ya ro loon zaraMar jaaun ya jee loon zara Ho, abhi mujh mein kahinBaaqi thodi si hai zindagi Ho, dhoop mein jalte hue tan koChhaaya ped ki mil gayiRoothe bachche ki hasi jaisePhuslaane se phir khil gayi Kuch aisa hiAb mehsoos dil ko ho raha haiBarson ke puraneZakhm pe marham laga sa hai Kuch aisa rehem is lamhe mein haiYe lamha kahan tha mera Ab hai saamne, ise chhoo loon zaraMar jaaun ya jee loon zara?Khushiyan choom loon ya ro loon zaraMar jaaun ya jee loon zara Dor se tooti patang jaisiThi ye zindgaani meriAaj ho, kal ho mera na hoHar din thi kahaani meri Ek bandhan nayaPeechhe se ab mujhko bulaayeAane waale kal kiKyun fikar mujhko sata jaaye Ek aisi chubhan is lamhe mein haiYe lamha kahan tha mera Ab hai saamne ise chhoo loon zaraMar jaaun ya jee loon zara?Khushiyan choom loon ya ro loon zaraMar jaaun ya jee loon zara
Subscribe
Login
0 Comments
Oldest
