Bewajah Lyrics…
Â
Â
Yaadon ki kaid mein
giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein taar
taar ho gaya dil
Yaadon ki kaid mein
giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein taar
taar ho gaya dil
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa rehnumaa rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa rehnumaa rehnumaa
Yaadon ki kaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa rehnumaa rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa rehnumaa rehnumaa
Kisi aur ko tu chaahe
Kisi aur ko tu soche
Is dil ko nahi yeh
gawaara hai
Purkat ka sharara hai
Kaisa angaara hai
Teri tishnagi ne
mujhe maara hai
Bewaja nahi milna tera mera
Rehnumaa rehnumaa rehnumaa
Bewaja nahi milna tera mera
Rehnumaa rehnumaa rehnumaa
Rahe saath adhurapan
Chaahe main jahan
bhi rahu
Kahi sabar mujhe
na aata hai
Meri berang duniya mein
Mere saath tera hona
Mujhe rahat kyun
de jaata hai
Bewaja nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewaja nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Yaadon ki kaid mein
giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein taar
taar ho gaya dil
Yaadon ki kaid mein
giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein taar
taar ho gaya dil
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma