Maan Meri Jaan Lyrics…

Main teri aankhon mein udaasi kabhi dekh sakta nahin
Tujhe khush main rakhunga, sohniya
Main tere honton pe khamoshi kabhi dekh sakta nahin
Saari baatein main sununga, sohniya
Â
Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de doonga
Meri jaan, tune mujhe pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair
Â
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein basa ke rakhunga
Â
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Â
Main saaya ban ke saath tere rahna 24 ghante
Main rahna 24 ghante (tere bina dil lagda nahi)
Main aankhon se chura loon, jaana, tere jo bhi gham the
Haan, tere jo bhi gham the (tere bina dil lagda nahi)
Â
Meri baahon mein aa ke tu jaana nahi
Aisi Rab se main maangu duaa
Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de doonga
Â
Meri jaan, tune mujhe pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair
Â
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein basa ke rakhunga
Â
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan