Ye Shaher Hai Aman Ka Song Lyrics
Yeh shaher hai aman ka
Yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka, Aman ka
Yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan dhoop hai
yahan chhaaon hai
Yahan chaandni raat hai
Yahan roop hai,
yahan rang hai
Yahan husn ki baat hai
Yahan khwaab hai,
yahan jashn hai
Yahan mehfile hai jawaan
Yahan shokhiyaan, madhoshiyaan
Yahan har taraf mastiyaan
Yeh shaher hai aman ka
Yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka, Aman ka
Yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan raag hai,
yahan phaag hai
Yahan dil mein bas pyaar hai
Yahan dosti,
yahan zindagi
Dushman yahan yaar hai..
Yahan chaahatein,
yahan raahatein
Yahan chaand taare mile
Yahan sardiyaan,
yahan garmiyaan
Yahan saare mausam khile
Yeh shaher hai aman ka
Yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka, Aman ka
Yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
Yahan pe sab shaanti shaanti hai
