Zara Zara Lyrics
Zara zara behakta hai, mehakta hai
Aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Â
Zara zara behakta hai, mehakta hai
Aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Â
Hai meri kasam tujhko sanam
Door kahin na jaa
Ye doori kehti hai
Paas mere aa ja re
Â
Zara zara behakta hai
Zara zara mehakta hai
Zara zara behakta hai
Â
Yoon hi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaayein is chahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se
Main toh hoon issi khwahish mein
Â
Sardi ki raaton mein
Hum soye rahein ek chaadar mein
Hum dono tanha ho
Na koi bhi rahe is ghar mein
Â
Zara zara behakta hai, mehakta hai
Aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Â
Zara zara behakta hai
Zara zara mehakta hai
Zara zara behakta hai
