Abhi Mujh Mein Kahin Lyrics bhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi Jagi dhadkan nayi Jaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan is lamhe mein hai Ye lamha kahan tha mera Ab hai saamne, ise chhoo loon zara Mar jaaun ya jee loon zara Khushiyan choom loon ya ro loon zara Mar jaaun ya jee loon zara Ho, abhi mujh mein kahin Baaqi thodi si hai zindagi Ho, dhoop mein jalte hue tan ko Chhaaya ped ki mil gayi Roothe bachche ki hasi jaise Phuslaane se phir khil gayi Kuch aisa hi Ab mehsoos dil ko ho raha hai Barson ke purane Zakhm pe marham laga sa hai Kuch aisa rehem is lamhe mein hai Ye lamha kahan tha mera Ab hai saamne, ise chhoo loon zara Mar jaaun ya jee loon zara? Khushiyan choom loon ya ro loon zara Mar jaaun ya jee loon zara Dor se tooti patang jaisi Thi ye zindgaani meri Aaj ho, kal ho mera na ho Har din thi kahaani meri Ek bandhan naya Peechhe se ab mujhko bulaaye Aane waale kal ki Kyun fikar mujhko sata jaaye Ek aisi chubhan is lamhe mein hai Ye lamha kahan tha mera Ab hai saamne ise chhoo loon zara Mar jaaun ya jee loon zara? Khushiyan choom loon ya ro loon zara Mar jaaun ya jee loon zara
Subscribe
Login
0 Comments
Oldest