Kitne Masoom Lyrics…
Sochtaa huun ki wo kitne maasoom the
Sochtaa huun ki wo kitne maasoom the
Kiya se kiya ho gaye, dekhte-dekhte
Sochtaa huun ki wo kitne maasoom the
Kiya se kiya ho gaye, dekhte-dekhte
(sochtaa huun ki wo kitne maasoom the)
(kiya se kiya ho gaye, dekhte-dekhte)
Main ne pathar se jin ko banaaya sanam
Main ne pathar se jin ko banaaya sanam
Wo khuda ho gaye, dekhte-dekhte
(main ne pathar se jin ko banaaya sanam)
(wo khuda ho gaye, dekhte-dekhte)
Hashr hai vahshat dil kii aawaaragi
Hum se puchho mohabbat main deewaangi
Hashr hai vahshat dil kii aawaaragi
Hum se puchho mohabbat kii deewaangi
Jo patta puuchhate the kisi kaa kabhi
Jo patta puuchhate the kisi kaa kabhi
Laapatta ho gaye, dekhte-dekhte
(jo patta puuchhate the kisi kaa kabhi)
(laapatta ho gaye, dekhte-dekhte)
Hum se ye soch kar koi vaada karo
Ek vaade pa umaren gujar jaayen gi
Hum se ye soch kar koi vaada karo
Ek vaade pa umaren gujar jaayen gi
Ye hai duniya, yahaan kitne ahil vafa
Ye hai duniya, yahaan kitne ahil vafa
Be vafa ho gaye, dekhte-dekhte
(ye hai duniya, yahaan kitne ahil vafa)
(be vafa ho gaye, dekhte-dekhte)
Gair kii baat tasalim kiya keejiye
Ab to khud par bhi hum ko bharosa naheen
Gair kii baat tasalim kiya keejiye
Ab to khud par bhi hum ko bharosa naheen
Apna sy samajhate the jin ko kabhi
Apna sy samajhate the jin ko kabhi
Wo judaa ho gaye, dekhte-dekhte
(apna sy samajhate the jin ko kabhi)
(wo judaa ho gaye, dekhte-dekhte)
Aap yaado main hain, aap saanson main hain
Aap khwaabon main hain, aap aankhon main hain
Aap yaado main hain, aap saanson main hain
Aap khwaabon main hain, aap aankhon main hain
Ab to raah mohabbat main hum aap kaa
Aaina ho gaye, dekhte-dekhte
(ab to raah mohabbat main hum aap kaa)
(aaina ho gaye, dekhte-dekhte)
Main ne pathar se jin ko banaaya sanam
Wo khuda ho gaye, dekhte-dekhte
(main ne pathar se jin ko banaaya sanam)
(wo khuda ho gaye, dekhte-dekhte)
Kiya se kiya ho gaye, dekhte-dekhte
(sochtaa huun ki wo kitne maasoom the)
(kiya se kiya ho gaye, dekhte-dekhte)
