Zihaal-e-Miskin Lyrics
Yaad rakhunga main ye bewafai, yaar mere
Sirf lagi chahat mein tanhaai haath mere
Main dil ko samjha loonga…
Main dil ko samjha loonga, tu khayaal tera rakhna
Zehal-e-miskin makun ba-ranjish
Ba-haal-e-hijran bechara dil hai
Sunaai deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Sunaai deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Zehal-e-miskin makun ba-ranjish
Ba-haal-e-hijran bechara dil hai
Sunaai deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Sunaai deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Toote dil ko jodein kaise, ye batate jaao?
Zinda rehne ki bas humko ek wajah de jaao
Yoon na phero humse aankhein, to milaate jaao
Koi wada kar jaao, koi dua de jaao
Mere liye thodi si…
Mere liye thodi si dil mein to jagah rakhna
Khushi tumhari hai jab isi mein
To hum bhi aansoo chhupa hi lenge
Wajah jo poochhega ye zamaana
Koi bahaana bana hi lenge
Chahe jo tu, paaye wo tu, ye meri fariyaad hai
Jee lein chahe tum bin, yaara, hona to barbaad hai
Jab tak na mar jaayein hum, us pal ka intezaar hai
Itna hi tha kehna
Taqdeer mein tera-mera…
Taqdeer mein tera-mera ye saath yahin tak tha
Sunaai deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Sunaai deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
