Deewana Tera Lyrics
Deewana main hoon deewana tera
Deewana main hoon deewana tera, deewana
Mausam hai mastana
Uspe dil deewana
Deewana main hoon deewana tera
Deewana main hoon deewana tera
Mausam hai mastana
Uspe dil deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Yeh marzi teri
Tu aaye na aaye
Deewana main hoon deewana tera
Deewana main hoon deewana tera
Mausam hai mastana
Uspe dil deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Yeh marzi teri
Tu aaye na aaye
Yaad teri aane lagi
Jaan jaane lagi hai
Ho ke juda kyun tu mujhe
Aazmaane lagi hai
Yeh bhi to soch le
Dil hai sheesha mera
Jaane kab toot jaaye
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Yeh marzi teri
Tu aaye na aaye
Pyaar tujhe jab se kiya
Bhool baitha main sab ko
Tune magar jaana nahin
Dhadkano ki talab ko
Ho mere ehsaas mein
Tu hi tu bas gayi
Kaun tujhko bataye
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Yeh marzi teri
Tu aaye na aaye
Deewana main hoon deewana tera
Deewana main hoon deewana tera
Mausam hai mastana
Uspe dil deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Yeh marzi teri
Tu aaye na aaye
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Yeh marzi teri
Tu aaye na aaye
